what is pixel led controller?

hello namaskar dosto swagat hai aapka humare blog mai dosto aaj ki post mai mai aapko btane wala hu ki controller kya hota hai or yeh kitne type ka ata hai or inka kya kam hota hai or ye kese chalte hai .
dosto orignally mai pixel ko chalane k liye ek controller ki jarurat padti hai jise programmer bhi keh skte hai  kyuki sare prograam usi mai add hote hai or usi k dwara hum humari pixel led mai effect dekh skte hai
pixel led controller kuch is tarh k dikhte hai
dosto in controler ka main kam hota hai pixel ko cobntrol karna mtlb konse pixel me konsi desagn bhejna. yeh controller ab inte develop ho chuke hai ki ek he bar mai 10000 pixel ek sath run kar skte hai 

india mai controlller 3 type k avalable hai jo ki kuch  is tarah hai 

1. T1000S


dosto is controller mai hume box k sath sath ek chip bhi milti hai jisme sab programming ki gyi  hoti hai is tarah k controller per hum ek bar mai 2000 pixel run kar skte hai jyadater indian market mai yahi controller avalable hai 

2. t4000s
dosto yeh controller india mai bahut kam use hote hai but out of india yeh controller bahut saste mil jatye4 hai or yeh controller itne chote hote hai ki inko carry karna bhi bahut asanhota hai is tarah k controller per hum 4000 pixel led ek sath run kar sakte hai or in controller ki khass baat vhai ki yeh controller dc batteries se bhi oprete kar skte incontroller k sath bhi ek chip prograam k liye or ek tester ata hai jo ki is nut bolt ki size k hisab se atahai or adjust karne kafi sahi rehta hai 

t8000s

dosto yeh controller apko bde light decoreters k pass dekhne ko mil jayenge kyuki inke sath bhi same saman milta hai bus yeh controller aapko 8000 led pixel ek sath chalane ki shamta rakhta hai or is controller ki khass bat hoti hai ye bahut bade ground ko ek sath c0onnect kar skte haior in controller ko chalane k liye smps ki jarurat padti  hai yeh controller aapko local indian market mai nahi milega inko order pe mangwaya jata hai 
inki prize amazon india per 4600 hai but yeh or bhi saste market mai mil jate hai amazon india se purchase karne me  aapko agar deffective product mila to uske jawabdaer aap khud honge 
post acchi lagi ho to share kar dena or ghante k nisan ko daba dena taki aapko updates milti rhethanks for visiting
Previous
Next Post »