how to make prograam effect by led edit software

hello at hai aapka humare blog ki  ek post mai frineds aaj ki post mai mai aapko btaunga ki aap kis tarah se pixel prograam bnayenge 
friends iske liye aapko jrurat pdegi pixel led software ki jo aap humare blog pe main page se downlaod kar skte hai

friends sbse pehle aapko software ko install karna padega jo ki aap zip file ko extract kr skte haai usme se aapko softwar emil jayega
 install krne k bad aapke same kuch is tarah ka interface ayega jab aap usko open krenge to


dosto isko install karne k badd  aapko simplly  file per click krna hai kuch is tarah se 
iske bad aapko new project per click krna hai uske bad aapke same kuch is tarah ka interface a jayega



jisme aapko apna controller or apna pixel code enter karna hai agar aap nahi jante ki pixel code kese milega to aapko bta du jab bhi aap pixel kharidenge ya to aap seller se puch lijiyega yay phir aap led k under k platsic ko hta  kr dekhenge to aap waha bhi dekh skte hai aaapko dikh ajyega ki yeh konsa code wali led hai 

k
    


kuch is tarah se aapko apna controller or pixel salect karna hai 


 iske bad simply aapko project configure mai jana hai jisme click karne kbad yaha aapko  ek dropdown menu khul jayega to aap isme se auto layout per click krna hai 

auto llayout per click krne k bad aap ke same kuch is tarah ki tab open ho jayegi
 isme aapko apne pixel ki size ko dalna ha ki aap kitne pixel vertical me dalenge ya  or kitne horizental mai daalenge 
maine yaha vertical me 100 or horizental mai 20 pixel salect kari hai aap bhi apne hisab se kar lijiyega  
 iske bad aapko simply apne controller ki position ko set kar dena haii ki aap kis side mai controller mai lagayenge
m
maine yaha right side salect ki hai aap bhi apne hisab se kar lijiyega
iske bad kuc is tarah ka interface aa jayeg a or aap iese apne hisab se zoom bhi kar skte hai apne hisab se isse effect mai koi farq nahi padega 




 yeh sa salect krne k bad aapko simle video effect option mai ana hai ispe click karna hai 

aab aapka 50% kam ho chuka hai to aap isme apna koi bhi effect salect kr skte hai aap isme swf file ko bhi import kar skte hai jo ki ,maikese karte hai mai aapko next post mai btaunga kyuuki yeh post kafi lambi ho gyi hai to simlpy aapko effect salect karna hai 

effect bsalect krne k bad aapke samne kuch is tarah ka interface aa jayega




or aap yaha se f6 se aapne effect ki speed bhi control kar skte hai or f7 k dwara aap apni speed ki minus bhi kar skte hai

iske bad aapka effect chalna start ho jayega jo ki aap pic me dekh skte hai




effect chal jane k bad aapko simply record button me jana hai or aapko yeh effect jiti der tak run karna hai aap yaha se ise run kar skte hai rn  record hone k bad aapka pura time hone k bad yaha swe ise stop bhi kar dijiye or dhyn rakhiyega aapka effect khatam na ho 

iske bad simply aapko fir se  video  effect  mai jana hai kuch is tarah se apko



close video or deffalut effect per click r dena hai or last mai aapko yeh dekh lena hai ki puri screen blank ho jani chy i mean aapka effect band ho jana chy jisko aap clearly dekh skte hai 







iske bad upper pic me dikhaye anusar export mai jayenge or aap ke samne simply yeh drop down menu open ho jayega jisme aap 1st wale option per clic kr dijiyega 

uske bad simply aapke samne is tarah ka interface ayega 


 is wal eoption mai aapko kuch bhi click nahi karna hai or simply ok per click kar dena hai  




iske bad yeh aapse location mpuchega to aap jaha chahe is eexport kar skte hai or jo file exoport hui hai use aap simply controller k chip ya memory card mai dal dijiye or aapka controller ab chalne k liye ready hai 


agar aapko post ACCHI LAGI HO TO AAP SIMPLY POST K NICHE COMMENT KARKE BATA DIJIYE OR JYADA JAANKARI K LIYE AAP HUMSE WHATSAPP PER BI CONTECT KAR SKTE HAI 


WHATSPP NO. 8502025110
Previous
Next Post »