how to make pixel patta in hindi
hello or namaskar dosto swagat hai aapka humare blog ki ek or post mai friends aaj ki post mai mai aapko btane wala hu ki aap kis tarh se aap pixel led patta bana skte hai
dost pixel patta banane k liye aap ko in chizo ki jarurat padegi jo ki aapko simply market mai mil jayegi , pixel led patte mai hume sabse pehle adapter ki jarurat padegi to in in saman ko aap ikatta kar le
to dosot sbse pehle hume patte per dono pixel series ko tie belt ki mada se fix kar dena hai jisse ki wo nikle na or iski majbooti k liye aap kuch or dhaga bhi use kar skte hai mere hisab se tie belt bahut shi rehta hai kyuki usme hume kisi bhi tarah ki khulne ki dikkat nahi hoti kyuki dhage mai to hume khulne ya tutne ki dikkjat hoti hai
uske bad aati hai humare main connection ki bari to dosto aapko jo pixel proggramed ic milti hai usme 3 wire dikhayi dete hai jisme maine aapko pehle bhi btaya hai ki wwo 3 wire kis kam k hote hai or konse colour ka wire kis kam mai ata hai jyada jankari k liye aap humari yeh post padh skte hai
to dosto wire ki jaankari k bad aap dekh skte hai ki isme hume 3 ya 5 wire dekhne ki milte hai jisme hume red wala wire plus ya postivitiy ko fikhat hai {+} or white wire hume nagetivity {-} ko dikhata hai
ye saab connection karn ek bad humari ic or patte mai ek wire ir bachta hai jo ki green colour mai hota hai dostoa aapko yaha dhyan rakhna hoga ki sabhi green wire earth nahi hote hai . isme green wire ka matlab hota hai ki data transfer karna matlnb humara jo pixel patta run karta hai wo pura isi wire k upper run karta hai to dosto is wire ko sawdhani se jode or supply chalu karke dekhe aapka patta chal jayega
jyada jaankari k liye aap humse whatsapp per contect kar skte hai
thanks for watching
ittem for make make pixel patta
- nivar patta 42 feet
- 2 pcs pixel series {ws2811}
- ac to dc power supply {12v adapter }
- tie belt {300+ peice}
- pixel prograamed ic
to dosot sbse pehle hume patte per dono pixel series ko tie belt ki mada se fix kar dena hai jisse ki wo nikle na or iski majbooti k liye aap kuch or dhaga bhi use kar skte hai mere hisab se tie belt bahut shi rehta hai kyuki usme hume kisi bhi tarah ki khulne ki dikkat nahi hoti kyuki dhage mai to hume khulne ya tutne ki dikkjat hoti hai
uske bad aati hai humare main connection ki bari to dosto aapko jo pixel proggramed ic milti hai usme 3 wire dikhayi dete hai jisme maine aapko pehle bhi btaya hai ki wwo 3 wire kis kam k hote hai or konse colour ka wire kis kam mai ata hai jyada jankari k liye aap humari yeh post padh skte hai
pixel led wiring click here
to dosto wire ki jaankari k bad aap dekh skte hai ki isme hume 3 ya 5 wire dekhne ki milte hai jisme hume red wala wire plus ya postivitiy ko fikhat hai {+} or white wire hume nagetivity {-} ko dikhata hai
ye saab connection karn ek bad humari ic or patte mai ek wire ir bachta hai jo ki green colour mai hota hai dostoa aapko yaha dhyan rakhna hoga ki sabhi green wire earth nahi hote hai . isme green wire ka matlab hota hai ki data transfer karna matlnb humara jo pixel patta run karta hai wo pura isi wire k upper run karta hai to dosto is wire ko sawdhani se jode or supply chalu karke dekhe aapka patta chal jayega
jyada jaankari k liye aap humse whatsapp per contect kar skte hai
thanks for watching
1 Comments:
Click here for Commentshi
ConversionConversion EmoticonEmoticon